Thursday, October 7, 2010

Jab soch ke lihaaz mein shabd kam pad jayein,
Jab kaanpte hoton ki awaaz mein hum behek jaayein,
kya wo aayega meri bahoon ko apnaane,
kya koi aayega…mere sapno ko hakeekat mein dhaalne…

Kyun hardum ek anjaam ka hi intezaar hai mujhe,
Kyun uski hi jhalak ka tassavur hai humein,
Kya koi humari bhi ibaadat karta hoga kahin,
Pyar ke intezaar ka ilzaam hum dete hain tumhein…

No comments:

Post a Comment